Chicago airport. december 2005. Chilly winds. Ice on side of streets. Char desis get down from American Airlines flight.
Vikky dada: Pahunch Gaye Bhai log. Sahi Hai.
Singh(singing): Singh is King. Singh is King. Singh is King.
Vikky dada: Bolo Kya Karen.
Singh(singing): Singh is King. Singh is King. Singh is King.
Pan Banarsi: Chicago ghoomte hain.
Damru wale baba: Sirf teen ghante ka stopover hai. Yahin rehte hain.
Vikky dada: Lekin ye sehar hai Kahan. Dekhte to hain kaise ja sakte hain.
After 15 min:
Vikky dada: Matlab ya to Bus le ke jao dedh(1 and half) ghante main ek side.
Damru wale baba: Flight miss ho jaayegi. Yahin rehte hain.
Pan Banarsi: Subway lete hain. Jis stop se train lenge, use yaad rakhenge. Jis stop pe utrenge, wahin se wapas aa jaayenge. Aapni flight se pehle wapas aa jaayenge.
Vikky dada: Try maarte hain. Me ready. Tum sab?
Singh(singing): Singh is King. Singh is King....
Vikky dada: Abe han ya Na.
Singh : Ok, as you say.
Damru wale baba: dekh lo yaar, panga nahin hona chahiye.
Vikky dada: Kuch nahin hoga. Main hun na!
Char dost take subway to chicago. Sadak pe ek ghanta Downtown. Chicago Macy's. Badi Badi buildings. Wapas on time fo flight to Seattle.